फ़ॉलोअर

शनिवार, 28 जून 2008

jugnu



chand bhi rutha
sitare bhi hai ruthe
aaj aasman se


mitane andhera
bharne ujala
main aanchal me
kuch jugnu layi huu.n

kuch ambar me sajaye hain
kuch piya ke ghar hai.n

ek dil ki dehlij pe rakh choda hai
is ummed pe
ke
tu aaye milan ko
aur andheri me kahin tujhko
mera dil na dikhayi de.......


----aanch--

2 टिप्‍पणियां:

स्वप्निल तिवारी ने कहा…

ye jugnu
pata hai
jalta bujhta rehta hai
ho sakta hai
jab koi jaye wahaan
to wo ys waqt bujha rahe
aanch,,,,,,,jugnu mat rakho wahaan
dil hee jala kar rakh do

स्वप्निल तिवारी ने कहा…

hmm

bahut pasnd hai..ye jugnu...

maine bhi rakhaa tha..hir bhi kisi ko kuch na dikha..

hehehehe